credit card se paise kaise nikale ? 2022 ka sabse aasan tarika
credit card se paise kaise nikale ?
Hello guys kaise ho aap sab log aapka hamare blog per tahe Dil se swagat hai aaj ki is post mein ham aap logon Ko batane ja rahe Hain ki aap credit card se paise kaise nikal sakte hain. ji han doston agar aap credit card ka istemal karte hain aur aapko iske bare mein yah jankari nahin hai ki credit card se paise kaise nikale ja sakte hain. aur aap jankari pane ke uddeshy se hamare is block per pahunche Hain to ham aapko niraash nahin karenge. aur bahut hi kam samay ke andar aapko bataenge ki credit card se aap paise kaise nikal sakte hain. bus iske liye aapko hamare sath ant Tak Bane rahana hai agar aap hamare sath ant Tak Bane rahte Hain. to aap kuchh hi samay ke andar is jankari ko prapt kar sakte hain.
Aaj ke is digital jamane mein log paise udhar mangne ke liye Apne doston aur rishtedaron aur family friend ke chakkar mein Lage rahte Hain balki aise mein unka sahayata karne wala credit card ban chuka hai. credit card ka chalan dheere dheere sabhi chhote bade shahron mein aur gaon mein hone laga hai. lekin logon ke liye apne pass credit card rakhna compulsory nahin hai credit card banvana aapke liye jitna jyada faydemand hota hai. utna hi bada kharcha bhi ban sakta hai kyunki credit card ka prayog karne ke badle aapko chhah tarah ke charge dene padte Hain.
credit card se paise kaise nikale ?
Aamtaur per man ke chalte Hain jab aap credit card se paise nikaalte Hain to aapko ek badi rakam deni padati hai bankon dwara aapke credit card se paise nikalvane ki suvidha pravar ki jaati hai. Lekin yah muft mein nahin hota hai credit card ki sahayata se nikaali gai rakam mein 2.5% charge lagaya jata hai aise mein logon Ko is baat ki bahut kam jankari hoti hai ki Bina charge diye credit card se paise kaise nikale ja sakte hain. ISI vajah se humne yah socha kyon Na aapko is jankari ke bare mein bataya jaaye. ki credit card se paise nikaalne per bhi aapko kuchh charge nahin Dena padta hai.
Jaisa ki doston humne aapko upar jankari mein bhi bataya tha ki credit card se paise nikaalne ke liye aapko kuchh char se jarur Dena padta hai aapko yah pata hona bahut hi jaruri hota hai. ki credit card mein ek nishchit amount hona bahut hi jaruri hai jise aapko istemal karna hota hai yadi aapane utna amount istemal nahin kiya hai. to aapko credit card fees deni padati hai man lete Hain ki credit card ka limit ek mahine ka 2 lakh kharch karne ka hai. to yadi aap credit card se mahine ke 2 lakh ka transaction kar lete hain to aapko fees nahin Deni padegi. Lekin hamara aaj ka yah topic hai ki aap credit card se paise kaise nikal sakte hain. isliye ine sab baton ko chhodkar ham is baat per Gaur karte Hain ki credit card se paise kaise nikale ja sakte hain.
credit card se paise kaise nikale ?
Jaisa ki humne aapko pahle bhi jankari mein Bata rakha hai aap credit card ki sahayata se paise nikal sakte hain. lekin aapko iske liye kuchh jyada charge nahin Dena padta hai yadi aap charge se bachana chahte Hain. to aapko direct credit card se paise nikaalne ki vajah kuchh indirect tarikon Ko apnana hoga taki aapko jyada charge Na Dena pade.
Credit card me Kai tarah ke charge hote Hain. Jaise ki credit card ka payment karne mein deri karte hain tab is per aapko interest bhi Dena hota hai jo ki kafi jyada hai. kabhi hamare dwara credit card ki limit se bhi jyada paise nikal jaate Hain. to is sthiti mein humse over draft charge ki vasuli ki jaati hai credit card se kiye Gaye sabhi transaction per aapko GST deni padati hai. jo purnata niradharit hoti hai. Ine sab ke alava bhi credit card se paise nikaalne ki fees bhi hamen yahan per Ada karni Hoti hai ISI vajah se aaj ki is post mein ham aapko credit card se paise nikaalne ke aise tarike batane ja rahe Hain. jinmen aapko paise nahin Dene padenge.
Credit card se cash kaise nikale.
Jaisa ki aap sabhi log jante hi hain credit card online transaction karne ke liye prayog mein laya jata hai ham kabhi bhi online kharidari karke uska bhugtan credit card ki sahayata se aasani se kar sakte hain. Yadi ham kisi pareshani mein hote hain to online kuchh bhi khareed kar uska payment bad mein kar sakte hain. Yahi credit card ki Sabse badi khasiyat hoti hai jo ham logon Ko fayda deti hai.
Agar aapke pass paise nahin hai aur aapko kisi ko paise dene hain ya FIR kahin per paise transfer karne hain to ham credit card se apne amount mein paise nahin dal sakte. Lekin Aaj ham aapko kuchh aise trics batane ja rahe hain jisse aap apne account mein credit card se paise transfer karke kisi ka bhi bhugtan aasani se kar sakte hain. Yahan per ham aapko kuchh aasan tarike bataenge jinmen aap Bina charge diye credit card se bank mein paise nikal sakte hain.
Credit card se paise Paytm wallet main transfer karke Bank mein transfer kaise karen.
1) iske liye aapko sabse pahle aapko Paytm application ko open karna hoga is app ko open kar lene ke bad aapko add Mani ka ek vikalp dikhai de raha hoga jis per aapko click kar dena hai.
2) Ab aap yahan per jitne bhi paise Paytm wallet mein add karna chahte hain aap use per likh Den ab admin per click kar den. yahan se aapko debit card ya FIR credit card ki detail dikhai denge inmein se aapko credit card detail dalkar Apne wallet mein Paisa add kar lena hai.
3) Agar aapka Paisa add ho chuka hai to aapko fir se Paytm app ki screen per a jana hai screen per aapko upar Mani transfer dikhai dega use select karna hai. Ab yahan se yah poochha jaega ki aapko kahan paise dalne Hain to aapko tu Bank per click kar dena hai. Aisa karne per aapse account number poochha jaega Jahan aapko Apne account ki detail Deni hogi. Is tarah se aapka Paisa bank account mein transfer kar diya jaega.
Petrol pump per transaction karke credit card se paise kaise nikale.
Agar aap credit card ka prayog karte hain aur aapko kuchh cash ki jarurat Hoti hai yani ki 500 ya FIR 100 rupaye ki avashyakta hai to aap apne aaspaas ke kisi petrol pump per jakar vahan se cash prapt kar sakte hain. Yadi petrol pump wala aapko aise rupaye nahin deta hai to aap apni gadi mein kuchh Tel dalva sakte hain. Aur kuchh extra case Apne credit card se Katwa kar rakh sakte hain. To vahan per aapko ek bhi rupaye ka charge nahin Dena padega.
Credit card se online shopping karke paise kaise nikale.
Agar aapko kabhi bhi paise nikaalne ki avashyakta pad jaati hai tab aap apne doston tatha rishtedaron se phone per yah puchte rahte hain. Ki kya aapko koi online shopping karni hai yadi aapke kisi dost ko online shopping karni hoti hai to aap apne credit card se uska online transaction kar sakte hain. Aur aap apne dost se apne account mein paise dalva sakte hain is prakar se agar aap credit card se paise nikaalte Hain. To aapko credit card ki fees nahin deni padati hai.
Antim Shabd
aaj ki is post ki sahayata se humne aap logon Ko sikhaya hai ki aap kaise credit card se paise nikal sakte hain. Aur iske sath yah bhi bataya hai ki agar aap hamare tarikon ka prayog karke credit card se paise nikaalte Hain to aapko kisi bhi prakar ka charge nahin Dena padega. Agar aapko hamara yah artical pasand aata hai to aap hamari website ko visit kar sakte hain.
1 thought on “credit card se paise kaise nikale ? 2022 ka sabse aasan tarika”