Google drive kya hai aur iska prayog kaise karen. 2022
Google drive kya hai aur iska prayog kaise karen.
Hello guys kaise ho aap sab log aapka hamari website per tahe Dil se swagat hai aaj ki is post mein ham aap logon Ko Google drive kya hota hai aur aap log iska prayog kaise kar sakte hain iske bare mein vistar se jankari Dene Wale Hain. Agar aapko bhi aisi kisi post ki talash thi Jahan per aapko Google drive ke bare mein sampurn jankari prapt ho sake. To doston aap bilkul sahi jagah per a chuke hain hamari is post per pahunchne ke bad aapko chij samay ke andar Google drive kya hota hai aur iska prayog kaise kiya jata hai. Iske bare main Jaan sakte hain to chaliye doston hamari batai gai is post ko shuru se lekar ant Tak follow kijiye taki aap Google drive ke bare mein sampurn jankari prapt kar saken.
Aap logon ne Google drive Namak Google service ke bare mein to jarur suna hi hoga Agar aapane iske bare mein suna hai lekin aapko iske bare mein jyada jankari nahin hai. Aapke liye yah Jana behad hi jaruri hai ki Google ki nai aur majedar service aapko Kai tarah se sahayata kar sakti hai. Is artical mein Aaj ham aapse baat karne Wale Hain Google drive kya hota hai aur iska prayog kaise karen.
Sath hi Google drive ke Labh aur Google drive ke prayogon ke bare mein bhi ham aapko samjhaenge iske alava ham aapko bataenge ki Google drive per filon tatha imageon ko kaise upload kiya jata hai. Lekin sabse pahle aapko iske bare mein janne se pahle Google drive kya hai iske bare mein Janna hoga. To sabse pahle Google drive ke bare mein jaan lete hain chaliye doston aage badhate hain.
Google drive kya hai.
Baat Karen Google drive ki to Google drive Google dwara nirmit Payal sangrahan seva hai is seva ko 24 April 2012 ko Google dwara hi shuru Kiya gaya tha. Google drive ko ek online file storage service bhi kaha jata hai Jahan ham apni sabhi jaruri file image video document application ya FIR kisi digital file ko upload karke rakh sakte hain. Aur ise vahan sev kar sakte hain aur is tarah aap kisi bhi samay kisi bhi computer ya kisi bhi mobile per Google drive ya website ke madhyam se upload ki gai sabhi filon Ko ek bar fir se dekh sakte hain. Aur aap fir bhi unhen download kar sakte hain ya kaha jaaye to Google filon ko online rakh sakte hain aapke dwara avashyak image file hamesha surakshit hi rahti Hain. Aur aapke pass Google drive se UN file ya email ko fir se download karne ka mauka rahata hai isase aapke sabhi document surakshit rahte hain.
Yahan per aap logo file upload karne ke alava bhi aur bhi Kai sare kam kar sakte hain Google driver filon ko block karne ka bhi ek saral Tarika hota hai. Tatha iske sath drive se upload ki gai image ya UN file Ko download karne ki bhi Kai sari tric hoti hain. Aapko Google drive mein file backup aur download donon prakriyaon ke liye computer laptop ya smartphone ki avashyakta hoti hai. Aur iske sath hi sath aapki device ko internet ki bhi avashyakta rahti hai.
Lekin aapko is baat ka Dhyan rakhna hai Google drive Google ki hi ek seva hai aur isiliye Google drive ka prayog karne ke liye aapko Google khate ya FIR Gmail khate ki jarurat hoti hai. Yadi aapke pass Gmail khata nahin hai to sabse pahle aapko Gmail khata banaa lena hai.
Google drive ka prayog kaise karen.
Aapane hamari is jankari ki sahayata se yah to Jaan liya ki Google drive kya hota hai lekin ab agar aap iska prayog karna chahte hain. Aur aapane mobile ya computer mein drive ya Gmail khate aur internet ki sabhi prakar ki image aur file ko sangrahit karna chahte hain. To kar sakte hain iske do tarike Hain.
Google drive website ka prayog aap mobile ya computer donon ke liye kar sakte hain iske liye aap Google ya Gmail account aur internet ki aapko avashyakta hogi.
1) sabse pahle aapko Google drive ki official website per chale jana hai iske bad aapko Google drive ka ek link dikhai dene lag jaega aapko use per click kar dena hai. Ab dusre page per aap Google ka login page dekh rahe honge Jahan per aapko apni Gmail account mein Gmail id aur password ke jarie login kar lena hai. Agar aapka web brouser mein pahle se hi account login hai to aapko Google page login nahin karna padega.
Ab aapko right side ki aur ek profile ka icon dikhai de raha hoga aur khate ki profile link per aapko click karke dusre Google khate ke sath Google drive mein Pravesh kar lena hai.
2) jab aap Google drive mein Pravesh kar lete hain to aapka apna account dashboard dikhai dene lag jaega aap apne Desh aur upload ki gai sabhi prakar ki file aur image ko dekh sakte hain. Website ki dai aur new vikalp mein aap khate mein nai file ya FIR image ko upload kar sakte hain.
3) ab photo ya FIR filon ko Google drive upload karne ke liye aapko daen aur new ka vikalp dikh Raha hoga jis per aapko click kar dena hai. Click karne ke bad aapko Apne computer ke storage SE file upload karne ki do option dikhai denge. Inmein se aapko Keval file ya FIR image ka hi option select karna hoga file upload kar vikalp per click Karen. Yadi aap ek bar mein ek sampurn folder upload karna chahte hain to aapko folder upload ka vikalp dikh Raha hoga. Jis per aapko click kar dena hai.
4) ab aapko dashboard ke left side mein dikhai de raha hoga ki aapane apni Google drive khate mein muft 15 GB storage space mein se Kitna prayog kar liya hai. Aur aapke khate mein Kitna space bacha hua hai.
Mobile per Google drive app ka prayog kaise karen.
Jaisa ki humne aapko bataya hai Google drive ka sara kam Google drive website ki sahayata se sambhav nahin hai 90% log Google drive document ko upload ya FIR download karne ke liye prayog karte Hain. Yahan per yah bataya jaega ki mobile mein Google drive ka prayog kaise kiya jata hai.
1) iske liye sabse pahle aapko Google Play Store per chale jana hai vahan per muft mein Google drive application download kar lena hai download karte hi aapko is app ko install karna hai.
2) Ab aapko Apne account ka prayog karke Google khate mein shauchalay to roop se mobile per login kar lena hai is prakar app aapki mobile per diye Gaye Google khate ka prayog karke shauchalay Uttar roop se login ho jaega. App open Ho jaane ke bad aapko niche ek Plus ka icon dikhai de raha hoga yadi aap plus icon per click kar dete Hain. To aapko file upload karne ke liye vikalp dikhai dene lag jaega.
3) Jab aap plus per click kar dete Hain to aapko do option dikhai denge create folder aur dusra upload file Agar aapko koi bhi file download karni hai. To Bus use file ya image per click kar den image file per click karne ke bad aapko niche diye Gaye naye vikalp dikhai dene lag jaenge. Jahan aapko download ka vikalp bhi dikhai de raha hoga.
4) Ab aap dekh sakte hain ki mobile se Google drive ka upyog Karna Kitna aasan ho chuka hai mobile se aap aasani se Google drive per apni kisi bhi photo ya FIR document ko upload kar sakte hain. Aur backup kar sakte hain iske alava aap application ki sahayata se sabhi prakar ki upload ki gai fail ya image ko fir se download kar sakte hain. Aur download kiye Bina bhi dekh sakte hain iska sabse bada fayda yah hota hai ki aapke sabhi image mobile mein acchi tarah se save rahte hain.
Doston ummid karte hain aapko hamari yah post pasand aai hogi.