Google pay se paise kaise kamaen. 2022
Google pay se paise kaise kamae.
Namaskar doston aapka hamari website per tahe Dil se swagat hai aaj ki is post mein ham aap logon Ko Google pay se paise kamane ke bare mein jankari de rahe ji han doston agar aap hamari is post ko sahi se follow kar lete hain to ham aapko bahut hi kam samay ke andar Google pe paise kamane ke bare mein Puri jankari denge. Aajkal aap log itna to jante hi honge upi transaction ka jamana chal raha hai aur lagbhag har EK vyakti iska prayog Apne smartphone se karta hai. Iska prayog online Mani transfer bil pay DTH recharge mobile recharge ke liye sabse jyada Kiya jata hai. Vaise Mana jaaye to bahut sare application hai upi ke dwara payment karne ke liye jinmen se Google ka bhi ek product hai jiska Naam hai Google pe. Upi ke dwara payment kiye jaane wale sabhi application mein se yah ek behtarin application hai iska prayog karke aap UPA transaction karke aasani se Paisa Kama sakte hain. Aaj hamen ISI post mein ISI bare mein baat karne Wale Hain ki aap Google pe se paise kaise Kama sakte hain.
Google pay kya hai
Jaisa ki doston humne aapko upar jankari mein bataya hai ki Google pe upi per aadharit ek digital payment application hai jo ki Bharat mein vitt mantri dwara 19 September 2017 ko uplabdh karaya gaya tha. Google pay Google ka hi ek mahatvpurn product hai jab se is application ko launch Kiya Gaya hai tab iska Mul Naam Google Tej tha bad mein iska naam badalkar Google pe rakh Diya Gaya. Google per jo ki upi per aadharit hai iska prayog karke aap bus ek smartphone ka istemal karte hi dusre Bank ka account mein Mani ko aasani se transfer kar sakte hain Google pe se aap online Mani transfer to kar hi sakte hain. Kiske sath mobile recharge bill payment DTH recharge aasani se ghar per baithkar hi kar sakte hain. Aur iske badle mein aapko kuchh reward aur cashback diye jaate Hain jinse aap Paisa Kama sakte hain.
Google pe account banane ke liye mahatvpurn baten !
Google per application ka prayog karne se pahle aapke pass kuchh jaruri chijen honi chahie jinke Bina aap Google pe application ka prayog nahin kar payenge. Sabse pahle to aapke pass smartphone Android mobile hona chahie aur iske alava aapke pass ek bank account hona chahie. Aur aapka mobile number aapke bank account se link hona chahie aapke pass debit card ya FIR ATM card hona chahie.
Google Play account kaise banaen.
Google per account banane ke liye Jin chijon ki avashyakta aapko padegi unke bare mein humne aapko upar jankari mein Bata Rakha hai. Ab ham aapko batane ja rahe Hain ki aap Google pe account kaise banaa sakte hain aur yah jankari Jo ham aapko aage batane Wale Hain vah kuchh steps ke madhyam se Bata rahe hain. Agar aapko apna Google pe account open karna hai to hamari batai gai sabhi steps ko step bye step follow karna hai.
1) sabse pahle account banane ke liye aapko is application Ko download karna hoga yah application aapko Google Play Store per mil jaega isliye doston aapko Google Play Store per jana hai vahan per pahunchkar aapko Google pe application search kar dena hai search karne ke bad aapko ise download karke install kar lena hai.
2) itna kar lene ke bad aapko is application ko open karna hai aur ismein apna mobile number dalkar lekin Dhyan rahe aapko vahi mobile number dalna hai. Jo aapke bank account mein link hai FIR ismein aapko contact SMS aur location ko allow kar dena. Aur iske bad mobile number ko verify Karen.
3) Itna karne ke bad aapko screen lock select karna hai jismein aap apne mobile ka lock Laga sakte hain aur chun sakte hain. Ya FIR aap Google per ke liye alag se bhi lock banakar taiyar kar sakte hain vikalp ko chune aur continue wale button per click kar den. Google pin ya FIR screen lock set kar den.
Ab aapka is application mein account band kar taiyar ho chuka hai ab bus aapko apna bank account link karna hai. Jiske bad aap is application ki sahayata se paise se transfer kar sakte hain.
Bank account link kaise karen.
Apne Bank ke account ko is application mein link karne ke liye aapko hamari niche batai gai steps follow karni hai.
Sabse pahle aapko is application ko open karna hai open karne ke bad aapko iske home page per upar right side mein yah kate hue dikhai de raha hoga. Jis per aapko click karna hai aur aapko ismein add bank account wale option ko select karna hai.
Itna karne ke bad bahut sare Bank ke naam aapke samne a jaenge jinmen se aapko apna bank account kaun si Bank mein khulvaya hai aapko use select karna hai. Aapko use bank account ko select kar lene ke bad ek pop up dikhai dega jise aapko allow kar dena hai.
Google pay paise kaise kamaen.
Ab iske bad aapko fir se ek photo ko dikhai dega jise aapko okay kar dena hai itna kar lene ke bad ek verification message aapke pass aaega. FIR aapka mobile number verify ho jaega.
Ab aapke samne ek Naya page open ho jaega jismein new bank account ko link karne ke liye aapke pass debit card ya FIR credit card se sambandhit samapti tithi ke sath Apne ATM ya FIR debit card ke ant ke chhah ank darj karni hai.
Ab aapke pass ek OTP bheja jaega iske bad aapko yahan per dal dena hai aur Sahi per click kar dena hai ab aapki upi Pinku set karna padega.
Iske bad aapke mobile number per fir se ek message bheja jaega jismein yah likha hua hoga ki aapka upi pin set ho gaya hai. Ab aapka Google per account transfer karne ke liye aur payment karne ke liye taiyar ho chuka hai. Ab aap kahin per bhi paise receive ya transfer kar sakte hain.
Google pe se paise kaise kamae.
1) Agar aapka account band kar taiyar ho chuka hai to aap upar diye Gaye steps ko follow kar lena hai aur aap Google pe ke dwara upi ke dwara Mani transfer kar sakte hain.
2) Lekin agar aap is application ki sahayata se kisi Ko bhi ₹1 send karte hain to aapko turant ₹5 ka cashback Diya jata hai.
3) Agar aapko pahle transaction karne ke bare mein koi bhi jankari nahin hai to new payment wale button per aapko click kar dena hai. New payment wale button per click karne ke bad upi ID ya FIR QR code per click kar dena hai aur upi ko select kar lena hai.
Upi pin dalne ke bad aapke paise bhej diye jaenge aur iske bad aapko ₹21 ka cashback Diya jaega.
4) agar aap log kisi dusre vyakti ko 150 rupaye se jyada rupaye ka transfer karte hain to aapko cashback jarur Diya jaega. Jiski koi Seema nahin hai jismein aapko ek transaction per ₹5 se lekar ₹500 Tak cashback Diya jaega.
5) Agar aap log bijali ya pani ka bil bharate Hain fir bhi kisi Anya bil ka bhugtan karte hain to ismein bhi aapko ₹10 se lekar ₹1000 Tak ka cashback Diya jata hai. Aur yah sare paise aapke bank account mein transfer kar diye jaate Hain.
6) Is application mein agar aap apne sabhi whatsapp ya FIR Facebook ke doston Ko invite karna chahte hain to is application ki link ko aap send kar sakte hain. Aapki referral ke dwara jo bhi is application Ko download kar leta hai to aapko 151 rupaye diye jaate Hain.
Antim shabd
Is prakar se aap is application ki sahayata se bahut sara cashback pa sakte hain aur bahut sare paise Kama sakte hain. Humne aap logon Ko is post mein Google pe main account kaise banate hain aur aap Google pe se paise kaise Kama sakte hain. Iske bare mein vistar se jankari Di hai ummid karte Hain aapko hamari yah post pasand I hogi.
1 thought on “Google pay se paise kaise kamaen. 2022”