Treding kya hai aur treding kaise karen ?2022

Treding kya hai aur treding kaise karen ?2022

Treding kya hai aur treding kaise karen ?

Namaskar doston aapka hamari website per tahe Dil se swagat hai aaj ki is post mein ham aap logon Ko batane ja rahe Hain ki trending kya hota hai. aur aap log training kaise kar sakte hain agar aapko trading ke bare mein pahle se jankari nahin thi aur aap jankari pane ke uddeshy se hamare is post per aaye Hain. to ham aapko niraash nahin karenge aur bahut hi kam samay ke andar aap logon Ko bataenge. ki trading kya hoti hai aur aap trading kaise kar sakte hain. bus iske liye aapko hamare sath ant Tak Bane rahana hai agar aap hamare sath ant Tak Bane rahte Hain. to ham is baat ka dawa karte hain aap bahut hi kam samay ke andar trading kya hai aur trading kaise ki jaati hai. iske bare mein jaan sakte hain ham aapko yahan per trading se sambandhit Puri jankari vistar se batane Wale Hain.

Trading kya hai.

Agar aap log Jana chah rahe Hain ki trading kya hai to ham aapki jankari ke liye batana chahenge trading ka sidha sa Hindi mein Arth Vyapar hota hai. hamare Bharat Desh mein trading bahut jyada prachalit ho chuki hai jiska matlab Vyapar karna hota hai. is trading ko mukhya roop se share ki kharidi aur bikri ka Vyapar Kiya jata hai. aur aaj ke samay ka sabse jaldi paise kamane ka Tarika bhi trading ban chuka hai yah ek vyapari ya koi bhi aam vyakti ise aaj ke samay mein aasani se kar sakta hai. iske bad ham janenge ki aap trading kaise kar sakte hain. lekin doston agar aap trading karna chahte hain to aapko trading ke bare mein jankari honi chahie agar aapko knowledge hoti hai to aap aasani se Vyapar kar sakenge.

Trading kaise kare

Agar aapke man mein yah sawal chal raha hai ki trading karke lakhon rupaye kamae ja sakte hain to bilkul sahi soch rahe hain. kyunki lakhon rupaye jis prakar aap Kama sakte hain usi tarike se aap apna lakhon rupaye ismein gava bhi sakte hain. trading karna to aasan hai Magar ise Bina sikhe karenge to yah aapke liye Jo per mara ho sakta hai. aur isase aapke liye kafi jyada samasya bhi a sakti hai isliye sabse pahle aapko iske bare mein knowledge honi chahie tabhi aapko trading ke bare mein sikhana chahie.

Trading karne ke liye aapke pass mukhya roop se demat account aur trading account hona bahut hi jaruri hai iske Bina aap trading nahin kar payenge. to doston sabse pahle aapko apna demat account kholna hoga jiske bad hi trading account apne aap khul jaega. demat account aur trading account ko kholna kafi jyada aasan hai iske liye aapko Google Play Store per pahunch jana hai. Google Play Store per pahunchne ke bad aapko vahan per bahut sare apps maujud honge jinmen se aap apna account open kar sakte hain.

Trading Account kya hota hai.

Agar aapko trading account ke bare mein jankari nahin hai to ham aapki jankari ke liye batana chahenge trading account demat account ke jaise hi hota hai. lekin ismein aapko trade kiye Gaye sabhi transactionon ko data ke roop mein rakhna hota hai. yahan per baat yah hai ki trading account aapke broker ke pass maujud hota hai aapke dwara banai gai Dimate account mein share ki kharidari aur bikri Ko record karke broker trading account ki sahayata se aapke share ko aapke nirdeshanusar khareed aur bech sakta hai.

Trading kitne prakar ke hote Hai.

Yadi aap ek Safal trader Banna chahte Hain to Safal trader banne ke liye aapko share market mein ek type use karna padta hai. aur usi ke anusar AAP share market mein aasani se trade kar sakte hain. share market main trading alag alag prakar ke hote hain aur trading kis prakar se hote Hain Jo nimn hai.

Intraday Trading kya hai.

Baat Karen sabse pahle prakar ki to in study trading Hoti hai jise ek din mein complete karna hota hai simple shabdon mein kaha jaaye to ismein jis din share ko kharida jata hai. usi din hi Sher ko bechna padta hai iska expiry date Keval ek hi din ka hota hai samay ki baat ki jaaye to subah 9: baj ke 15 minut se lekar dopahar 3: baj ke 30 minut Tak ka aapko samay Diya jata hai jiske andar hi aapko share ko bhechna hota hai.

Agar aapane koi bhi share 10:00 baje tak khareed liya hai to aapko vah share 3:00 baj kar 30 minut Tak usse hi pahle bechna padta hai yadi aap Sher ko khareed kar nahin bechate hain. to aapka broker use share ko bhech deta hai aur use bechne ka charge aapse vasula jata hai. agar aap insted trading karte hain to aapko ismein samay ka sabse jyada Dhyan rakhna hoga aur Dhyan mein rakhkar hi trade karna hoga.

Intraday Trading kaise kare.

Sabse pahle instered trading karne ke liye aapke pass paryapt samay hona chahie kyunki ismein aapko market chalu hone se band hone Tak aapko ismein apna samay Dena bahut hi jaruri hai. isko karne ke liye aapko chart dekhna aana chahie iske Bina aap instaday training nahin kar payenge. Yadi aap karte hain to aapka Paisa dubne ke sabse jyada chance rahte hain jaisa ki humne aapko bataya hai. ki ismein chart pattern ka kafi jyada mahatva hota hai ise karne Wale traders chart ki scheme ke samne samay vyatit karna pasand karte Hain.

Swing Trading kya hai.

Singh trading ek aisi trading Hoti hai jismein share ko 24 ghante ya FIR isase bhi adhik samay Tak hold karke rakh sakte hain. swing trading mein traders aasani se kabhi bhi trade kar sakte hain adhiktar logon Ko swing trading style mein trade karna kafi jyada pasand hota hai. Yah style traders mein jyada pasand Kiya jaane wala hai kyunki ismein Jo kam hone ke chance rahte hain swing trading kya hota hai. Yah to aap log samajh hi gaye honge lekin ismein Safal banne ke liye indicator ka prayog adhik Matra mein kiya jata hai. Jokhim ko kam karne mein sahayata karta hai.

Scalping Trading kya hai.

Yah trading ek aisi trading Hoti hai jismein Sher ko kam se kam 1 minut aur jyada se jyada 5 minut Tak ke liye traders trading kar sakte hain. Is prakar ke trading style mein traders hamesha badi Matra mein share ko khareed lete hain aur 1 minut ke bhitar hi Labh Kama kar share ko bech dete Hain. Aisa traders baar baar karke choti choti Matra mein adhik Labh aap Kama sakte hain.

Doston ham aapki jankari ke liye batana chahenge iske andar aap jitni aasani se Labh Kama sakte hain utani aasani se paise ko gava bhi sakte hain. Isliye trading ko karne se pahle ya training karne wali vyakti ko traders kafi jyada skillDi ya anubhavi hote Hain. Ismein chart pattern ko bariki se samajhna padta hai aur uske hisab se hi trade karna hota hai.

Antim shabd

Doston asha karte hain aapko hamari yah post pasand I hogi Aaj ki is post ki sahayata se humne aapko trading ke prakar aur trading kya hota hai. Tatha trading kaise kar sakte hain iske bare mein Puri jankari vistar se Di hai. Agar aapko hamari yah post pasand aaye to aap ise share kar sakte hain.

Leave a Comment