Web hosting kya hoti hai aur yah kaise kam karti hai. 2022

Web hosting kya hoti hai aur yah kaise kam karti hai. 2022

Web hosting kya hoti hai aur yah kaise kam karti hai.

Hello doston kaise ho aap sab log aapka hamare block per tahe Dil se swagat hai ham aaj ki is jankari mein ek nai jankari se rubaru karane Wale Hain. Aaj ki is post ki sahayata se ham aap logon Ko batane Wale Hain web hosting ke bare mein ji han doston agar aap hamari is post ko sahi se follow kar lete hain. to web hosting ke bare mein aap Puri jankari vistar se jaan sakte hain. bus iske liye aapko hamari is post ko shuru se lekar ant Tak sahi se dhyanpurvak follow karna hoga.

Doston aap aise aise Kai sare log Hain jinke man mein yah sawal chal raha hota hai ki hosting kya hoti hai. aur yah hosting hamen kyon leni chahie tatha agar hamare pass bhi ek khud ka blog hai ya FIR apna blog banane ke bare mein aap soch rahe hain. to blog kya hai aur blogging kaise karte hain iske bare mein bhi ham thodi bahut jankari aapko bataenge.

Agar aap logon ne apni website wordpress per banakar taiyar kar li hai to web posting kya hoti hai. Yah to aapko pata hi hona chahie Aisa isliye hota hai kyunki hosting ki sahayata se hi aap apne blog ko internet per dikha sakte hain. aur bhi Kai sari chijen hoti hain hosting ke bare mein Jaise kaun si company hai jo acchi hosting provide karti hai. aur kis company ki hai to aap log inhin sab sawalon ka jawab is post mein janne Wale Hain.

Web Hosting kya hai ?

Hosting ek Aisa secure hota hai jiski sahayata se aapki website ya FIR blog www yani ki worldwide web per aata hai aur pure internet mein FIR koi bhi aapki website ko vijit kar sakta hai. aasan bhasha mein kaha jaaye to web hosting ek storage hota hai Jahan per aapki side ka sara ka sara content aur data jaise ki artical image aur video aur document Puri tarah se store karke rakhe jaate Hain.

Iska sidha sa matlab yah hota hai agar aap hosting khareed lete hain to aapko internet per ek storage yani ki space mil jata hai. Jahan per aap apni website ko store karke rakh sakte hain ya FIR banaa sakte hain aur logon Tak aasani se pahuncha sakte hain. Yah Jo storage hota hai yah connect rahti hai bahut hi popular computer database se aapki website ko handle karta hai. Aapki FB memory aur empower jitni jyada Hoti hai utna jyada aapki sadkon traffic handle karta hai.

Aur yah computer 24 Star 7 yani ki 24 ghante internet se juda hua rahata hai taki aapki website ya FIR blog kabhi bhi down na ho to ab baat karte hain. aapko kaun si hosting leni chahie aapki side ki speed aur strong ap time ke liye kaun si hosting service behtar rahegi.

Web Hosting kaise kaam karta hai ?

Sabse pahle to aap log yah Jaan lijiye ki agar aap website banana chahte Hain to aapko website banane ke liye kon kon si chijon ki avashyakta padegi. sabse pahle to aapke pass domen hona chahie aur hosting honi chahie hosting ka kam aapki website mein bahut hi jyada simple hota hai. jaise ki maine aapko pahle bhi Bata rakha hai aapke blog mein Jo bhi kuchh hota hai jaise ki image video article ya FIR koi bhi content yah sabhi ko hosting Apne Sarvesh mein sev karke rakhti hai.

Aur hosting lete samay aap domen ko bhi hosting se connect kar sakte hain to jab bhi koi bhi Banda aapke domen ko search karta hai jaise ki x y z.com to aapko jo group banaya hai. vah search mein aane lagega aur content use storage yani ki web hosting mein sev Kiya hai. Vah hosting mein WWW World Web ke through out user ko content dikhai dega.

Web hosting kya hoti hai aur yah kaise kam karti hai.

Yani ki puri website user ko dikhai degi jisne aapki website ke naam se search Kiya hai is tarah se hosting kam karti hai. aur domen hosting se connect hota hai to aapko manually hi karna padta hai.

Doman hosting se connect karna kafi jyada aasan hai Bus aapko badalkar ek name sarvar rakh dena hai jo ki aapki hosting company ne aapko provide Kiya hai hosting ka prayog aapko wordpress website banane ke liye karna padta hai. blogger Jaisi website per blog banane ke liye aapko hosting kharidne ki koi bhi avashyakta nahin Hoti hai.

Web hosting kya hoti hai aur yah kaise kam karti hai.

Web Hosting kitne prakar ki hoti hai.

Vaise dekha jaaye to hosting Kai prakar ki Hoti hai sabhi hosting ke fayde aur nuksan bhi hote hain. lekin ham yahan per Jo kuchh bhi hosting ke naam batane ja rahe Hain hamari jankari ke bad aapke liye yah Janna kafi jyada aasan ho jaega ki aapke liye kaun si acchi hosting rahegi.

1) Shared Web Hosting

Jaisa ki doston aap iske Naam se hi andaya la sakte hain Sher se aap samajh hi gaye honge ki is tarah ki post mein sharing posting hoti hai. Is tarah ki hostel service mein aapko vah storage ya computer mein load kiya jata hai jo ki aur bhi log prayog kar rahe hote Hain.

2) VPS Web Hosting

BPS hosting mein aapko ek alag hi prakar ka sarvar Diya jata hai Lekin pura alag nahin hota hai ismein hota kya hai ki ek computer hota hai. aur iske alag alag part aapko diye jaate Hain aur vah aapko alag se mil jaate Hain. kahane ka sidha matlab yah hai ki ismein sharing wala system nahin hota hai aapko alag se storage aur baki chijen Di jaati Hain.

3) Dedicated Web Hosting

Is hosting mein aapko dedicated server Diya jata hai yani ki aapko kuchh bhi share karne ki avashyakta nahin hai Bus aapko dedicated server milega jiski sahayata se aapki side ki performance bahut acchi ho jayegi.

4) Cloud Web Hosting

Yah hosting sabse jyada alag Mani jaati hai ismein aapko virtual chijen Di jaati Hain yani ki aapki website ko cloud storage mein sev karke rakh Diya jata hai.

conclusion

To doston ummid karte hain aapko hamara yah artical jarur pasand aaya hoga aur achcha Laga hoga. to doston aap ise Apne doston ke sath share kijiye taki aapke dost bhi hamari is post ki sahayata se apni side ke liye ek acchi web hosting prapat kar saken.

1 thought on “Web hosting kya hoti hai aur yah kaise kam karti hai. 2022”

Leave a Comment